Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Socho Kya Karogi
Album Name:  लव के लिये कुछ भी करेगा
Singer Names: के. के.,आशा भोंसले,
Lyricist Name:  Abbas Tyrewala
Music Director: Vishal
 

--MALE--
Socho kya karogi, bolo kya karogi darling - 2
Jab apne kadmon mein hoga saara jahan

--FEMALE--
Ho, badal ho takiye se gadda yeh aasmaan

--MALE--
Chaand pe jaana hai

--FEMALE--
No, no, usse yahan laana hai
Junglon mein sher ko sher padke sunaana hai

--MALE--
Hoga jo bhi farmaaogi
Socho kya karogi, bolo kya karogi darling 

--FEMALE--
Jaisa tum kahoge, vaisa hi karegi darling

Ae darling
La la la, la la la la la la - 2

--MALE--
Socho ke panchhi hamaari kahaani hai gaate
Arre dekho parbat bhi raahon mein hai sar jhukaate

--FEAMLE--
Bas ek khwaab doon, har ek desh hai

--MALE--
America jaana hai

--FEMALE--
No, no, vahan zamaana hai
Rus ki baraf se Africa sehlaana hai

--MALE--
Hoga jo bhi tum chaahogi
Socho kya karogi, bolo kya karogi darling

--FEMALE--
Jaisa tum kahoge, vaisa hi karegi darling darling darling

Socho saahil pe saagar ki lehre bulaaye
Arre dekho, pedon ki shaakhe bhi jula julaaye

--MALE--
Is bauchhaar mein har boond hai teri

--FEMALE--
Haan, baarishon mein nahaana hai

--MALE--
Baarishe to bahaana hai
Zindagi nichodke khushiyon mein doob jaana hai
Kya tum bhi saath aaogi
Na na na na na na, na na na na na darling
Socho kya karogi, bolo kya karogi darling

--FEMALE--
Jab apne kadmon mein hoga saara jahan
Badal ho takiye se gadda yeh aasmaan

--MALE--
Chaand pe jaana hai

--FEMALE--
No, no, usse yahan laana hai
Junglon mein sher ko ko ko
Sher padke sunaana hai hai hai

--MALE--
Hoga jo bhi farmaaogi

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button