Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Taaron Ko Mohabbat Amber Se
Album Name:  शादी करके फंस गया यार
Singer Names: Udit Narayan,अल्का याग्निक,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

(Taaron ko mohabbat ambar se
Phoolon ko mohabbat shabnam se
Jaise dil ko mohabbat dilbar se) -2

Humein aise mohabbat hai tum se
Ab tum bhi kaho na kuch hum se

Sawan ko mohabbal badal se
Aankhon ko mohabbat kajal se
Peron ko mohabbat payal se
Humein aise mohabbat hai tum se -2

Koi nahi tha jiske liye hum
Jaan apni dete, duniya lutaate
Koi nahi tha nazron main apni
Jisko sanam, apna banate

Sapnon ko mohabbat aankhon se
Aankhon ko mohabbat raaton se
Raaton ko mohabbat yaadon se
Humein aise mohabbat hai tum se -2

Sab kuch tha lekin saajan nahi tha
Baadal hi dekhe saavan nahi tha
Hum se shikayat karta tha yeh dil
Surat mili thi darpan nahi tha

Haathon ko mohabbat kangan se
Nathni ko mohabbat dulhan se
Sanson ko mohabbat dhadkan se
Hai aisi mohabbat saajan se -2

Sawan ko mohabbal badal se
Aankhon ko mohabbat kajal se
Peron ko mohabbat payal se
Humein aise mohabbat hai tum se -2

(Taaron ko mohabbat ambar se
Phoolon ko mohabbat shabnam se
Jaise dil ko mohabbat dilbar se) -2
Humein aise mohabbat hai tum se -4

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button