Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Talaatum Talaatum
Album Name:  एतराज़
Singer Names: अल्का याग्निक,जयेश जी,हि,Udit Narayan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 
Jayesh:
Ho…ho…ho…ho…bas aaj hulchul ho jaaye
Jab laher laher se takraaye
Dariya mein jo toofaan aaye
Talaatum woh kehlaaye  

Udit:
Talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
Talaatum mein ham tum hai ham tum kahin gum talaatum
Talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
Is talaatum mein ham dil ki kashti sanam aaj utaarenge
Hai kasam…  

Alka:

Ishq jab hadd se badhhne lage
Dard saason mein chadhhne lage
Shabnami ho agan, thhandi thhandi jalan
Jism jalne lage, toot jaaye badan
Is talaatum mein ham dil ki kashti sanam aaj utaarenge
Hai kasam…
Talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
Talaatum mein ham tum hai ham tum kahin gum talaatum  
 
Udit:
Sacha dil mein agar pyaar ho
Kashti toofaanon se paar ho
Maujein aati rahe, maujein jaati rahe
Hoke woh be-asar, chaut khaati rahe
Is talaatum mein ham dil ki kashti sanam aaj utaarenge
Hai kasam…
Talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
Talaatum mein ham tum hai ham tum kahin gum talaatum  

Jayesh:
Ho…ho…ho…ho…  
 
Alka:
Hai ajab si laher ki chalan
Bachke rehna zara jaaneman
Ishq ka ye safar, hai bada bekhabar
Lag raha jaane kyun, doob jaane ka darr
Is talaatum mein tum dil ki kashti sanam aao utaaroge
Hai kasam…  

With Chorus:
Talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
Talaatum mein ham tum hai ham tum kahin gum talaatum
Is talaatum mein ham dil ki kashti sanam aaj utaarenge
Hai kasam…
Talaatum, talaatum, talaatum -2  

Bas aaj hulchul ho jaaye  
Talaatum talaatum  
Jab laher laher se takraaye  
Talaatum talaatum  
Dariya mein jo toofaan aaye  
Talaatum talaatum  
Talaatum woh kehlaaye  
Talaatum talaatum

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button