Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Tanhai Main Basi
Album Name:  कभी ऐसा लगता है
Singer Names: लकी अली,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Tanhaai mein basi hai zindagi
Kuch bhi nahin , kuch bhi nahin
Sach hai yahi , sach hai yahi
Aise kahan se u chal ke aa gayee
Mehki hawa teri sadaa 
Sun to zara , sun to zara 
Chala hoon main to teri chaah mein
Milenge jaane kisse raah mein
Kaha hai mere dil ne bhi yahi
Tumhi se judi hai ye zindagi
Iraada hai ke tumko paaoo main
Jo kehna chahoo kehte jaaoo main
Tum hi to umeed ho meri
Tumhi se judi meri har khushi
Kho gaye hai khayalon mein kahin 
Tu bhi yahin main bhi yahin , jaana kahan , khabar nahin …
Kisi ne to pukara hai mujhe
Kahin se to ishara hai mujhe
Ae dil mere chal chalen vahin
Aaj se nayee hai zindagi
Chala hoon main to teri chaah mein
Milenge jaane kisse raah mein
Kaha hai mere dil ne bhi yahi
Tumhi se judi hai ye zindagi…..

Posted By : Sakhawat Hussain

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button