Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Tere Dwaare Pe Aai Baraat
Album Name:  विवाह
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

dulhaa ban gayaa hoy, ban gayaa sadda barkhurdaar
ghodi chadh gayaa hoy, chadh gayaa chhadake motarcaar
seharaa saj gayaa hoy, seharaa saj gayaa jalawedaar
dulhan dwaar ghadi sajan sang jaane ko tayyaar
nachaley hoy - 2
hoy yaara hoy ho mitraa ho

tere dwaare pe aai baraat - 2
prem ke moti loota de, nain swaagat mein bichaade - 2
ho jaraa aadar ke sath, (tere dwaare pe aai baraat- 2)

vivaah, shubh vivaah - 2

dilli kaa rajaa aayaa warne ko madhupur ki raani  
hone ko hai aaj poori inaki adhuri kahaani - 2
phool khushiyon ke khile hai badi mushkil se mile hai - 2
haay re tarase do hath (tere dwaare pe aai baraat - 2)

teri taraf badh rahe hai nanhaise pag beete kal ke
sukh dukh ke is sangam pe naina hai kyun chhalake chhalake - 2
rit baabul ki nibhaade apani betiyaa ko widaa de
rit baabul ki nibhaade pyaari betiyaa ko widaa de
re asison ke sath leke dulhan ko laute baaraat
baaraat leke dulhan ko laute baaraat

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button