Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Tere Mann Mein Kaun
Album Name:  अंगुलीमाल
Singer Names: लता मंगेशकर,मीना कपूर,Chorus,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

tere mann mein kaun, nainan mein kaun
jivan mein kaun dole
praanon mein kaun, sapanon mein kaun
saanson mein kaun bole

tere mann mein kaun, nainan mein kaun
jivan mein kaun dole
praanon mein kaun, sapanon mein kaun
saanson mein kaun bole

ja
ja ri na batayuun main to naam chitachor ka - 2
chhupaa-chhupa pyaar hai ye - 2
chanda chakor ka
ja ri na batayuun main to naam chitachor ka - 2

jhumein ghataayein ghungharaale baalon mein
mukhade pe chaand bali jaaye re
ha ha ha ha mukhade pe chaand bali jaaye re
haay neeli si ankhiyaan, bhaunhein kamaan jaisi
dekhe to jaan chali jaaye re
ho ho ho ho dekhe to jaan chali jaaye re
hai chhaliya kaun, khalabaliya kaun
rangaraliya rang ghole

praanon mein kaun, sapanon mein kaun
saanson mein kaun bole

ja
ja ri na batayuun main to naam chitachor ka - 2

kaanon mein kundal, kaandhe dhanush dhare
maathe tilak ki rekh hai
ha ha ha ha maathe tilak ki rekh hai
ha jisake liye huye naina deewaane mere
wo mera laakhon mein ek hai
ho ho ho ho wo mera laakhon mein ek hai
hai rasiya kaun, manabasiya kaun
ghoonghat ko chhup ke khole

praanon mein kaun, sapanon mein kaun
saanson mein kaun bole

ja
ja ri na batayuun main to naam chitachor ka
ja ri na batayuun main to

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button