Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Teri Yaad Aa Rahi Hai
Album Name:  लव स्टोरी
Singer Names: लता मंगेशकर,अमित कुमार,
Lyricist Name:  आनंद बख्शी
Music Director: R D Burman
 

--FEMALE--
Yaad aa rahi hai

--MALE--
Yaad aa rahi hai

--FEMALE--
Teri yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai
Yaad aane se, tere jaane se
Jaan jaa rahi hai
Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai

(Pehle yeh naa jaana
Tere baad yeh jaana pyaar mein) - 2
Jeena mushkil kardega
Yeh dil deewana pyaar mein
Jaane kaise saans yeh aise
Aa jaa rahi hai
Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai

--MALE--
(Bante bante dulhan
Preet hamaari uljhan ban gayi) - 2
Mere dil ki dhadkan
Meri jaan ki dushman ban gayi
Kuch keh kehke, mujhe reh rehke
Tadpaa rahi hai
Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai

--FEMALE--
(Yeh rut ki rangaraliyaan
Yeh phoolon ki galiyaan ro padi) - 2

--MALE--
Mera haal suna to
Mere saath yeh kaliyaan ro padi

--FEMALE--
Ek nahin tu, duniya aansu
Barasaa rahi hai
Yaad aa rahi hai

--MALE--
Teri yaad aa rahi hai

--FEMALE--
Yaad aane se, tere jaane se
Jaan jaa rahi hai

--BOTH--
Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button