Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Toofaan Sa Zor Hai
Album Name:  रोड
Singer Names: के. के.,Sunidhi Chauhan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Toofaan sa zor hai hum mein 
Bijli sa shor hai hum mein
Arre badaalo ko cheer ke jaana hai 
Har pyaare ko pyaar se bharna hai  
Samundar sa josh hai hum mein
Hoshon sa hosh hai hum mein
Dharti pe chaand ko laana hai 
Har pyaare ko pyaar se bharna hai 

Peechhe ke raaste mitaate huwe 
Aage nikal jaayenge  
Chalte chalte saare jahaan ko 
Apni dhun pe nachayenge  
Bahwander si jaan hai hum mein 
Parindon si udaan hai hum mein
Aasmaan ko chhu kar aana hai
Har pyaare ko pyaar se bharna hai 

Jhukte nahin hai hum kissi ke 
Aage ye tum jaan lo 
Hum sa nahin hai koyi jahaan mein 
Baat ye maan lo 
Chattanon sa ruab hai hum mein 
Iraade bhi thhos hai hum mein
Bijli se aankh milaana hai
Har pyaare ko pyaar se bharna hai  
Arre toofaan sa zor hai hum mein 
Bijli sa shor hai hum mein
Baadalo ko cheer ke jaana hai 
Har pyaare ko pyaar se bharna hai  
Samundar sa josh hai hum mein
Hoshon sa hosh hai hum mein
Dharti pe chaand ko laana hai 
Har pyaare ko pyaar se bharna hai
Pyaar se bharna hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button