Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Tota Mere Tota
Album Name:  आज का गूण्डा राज
Singer Names: अभिजीत,Sadhna Sargam,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

(tota mera tota main to teri ho gayi 
meethe meethe tere sapanon mein kho gayi) - 2 
main tujh pe marne lagi pyar tujhe karne lagi 
pinjare mein dil ke tu aaja main to tujhko bitha lu 
(maina meri maina main to tera ho gaya 
meethe meethe tere sapanon mein kho gaya) - 2 
main tujhape marne laga pyar tujhe karne laga 
pinjare mein dil ke tu aaja main to tujhko bitha lu
tota mera tota main to teri ho gayi 
maina meri maina main to tera ho gaya
 
dekh ke tujhko dil mera dola qaatil hai teri nazar roop hai bhola -2 
tune hi mera chain chhina hai bin tere nahi mujhko jeena hai 
dhak dhak si hone lagi neend meri khone lagi 
aaja diljaani tujhe palkon mein apani chhupa lu 
maina meri maina main to tera ho gaya 
meethe meethe tere sapanon mein kho gaya 
main tujhpe marne laga pyar tujhe karne laga 
pinjare mein dil ke tu aaja main tujhako bitha lu 
tota mera tota main to teri ho gayi 
maina meri maina main to tera ho gaya 

aashiyaan koi hum banayenge hum teri baahon mein din bitayenge - 2 
do deewane the o ho o ho ek ho gaye aa haa haa 
milake hum yaha o ho o ho aise kho gaye aa haa haa 
duniya se door hue ishq mein hum chur hue 
dhadkan kehti hai tujhko main seene se laga lu 
tota mera tota main to teri ho gayi 
meethe meethe tere sapanon mein kho gayi 
main tujhpe marne laga pyar tujhe karne laga 
pinjare mein dil ke tu aaja main to tujhko bitha lu 
tota mera tota main to teri ho gayi 
maina meri maina main to tera ho gaya 

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button