Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Tu Mujhe Kabool
Album Name:  ख़ुदा गवाह
Singer Names: कविता कृष्णमूर्ति,मोहम्मद अजीज,लता मंगेशकर,मोहम्मद अजीज,
Lyricist Name:  आनंद बख्शी
Music Director: Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
 

--FEMALE--
Oh oh oh oh oh oh oh, oh oh oh oh oh oh - 2

--MALE--
Hm, tu mujhe qubool, main tujhe qubool
Tu mujhe qubool, main tujhe qubool
Is baat ka gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah
Tu mujhe qubool, main tujhe qubool
Is baat ka gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah, khuda gawah

--FEMALE--
Vai vai vai tere mere pyaar ki, vai vai tere mere pyaar ki
Tere mere pyaar ki, vai vai tere mere pyaar ki
Is baaraat ka gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah, khuda gawah

--MALE--
(Ho koi ghulaam chaahe hai baadshah
Ishq ke bagair zindagi gunaah) - 2

--FEMALE--
Bas yeh sochkar maine jaan di
Vai vai, bas yeh sochkar maine jaan di
Yaani dil diya, gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah

--MALE--
Tu mujhe qubool, main tujhe qubool

--FEMALE--
O, tu mujhe qubool, main tujhe qubool
Aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa
(Aaina hoon main, na todna mujhe
Tod na magar na chhodna mujhe) - 2

--MALE--
Kehna tha yehi meri jaan mujhe
Valle valle kehna tha yehi meri jaan mujhe
Tune keh diya, gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah

--FEMALE--
Vai vai vai, tu mujhe qubool, main tujhe qubool

--MALE--
Tu mujhe qubool, main tujhe qubool
(Tere naam ka main kalma padhoon
Raat din tujhe yaad main karoon) - 2

--FEMALE--
O, yaad karne se vai vai kya faayeda
Mujhko bhool jaa teri zaat se
Main nahin judaa, gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah

--MALE--
Tu mujhe qubool, main tujhe qubool
Is baat ka gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah

--FEMALE--
Tere mere pyaar ki vai vai tere mere pyaar ki - 2
Is baaraat ka gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah

--MALE--
Khuda gawah, khuda gawah

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button