Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Tujhe Pyaar Itna Kiye
Album Name:  इंसाफ
Singer Names: सोनू निगम,अनुराधा पौडवाल,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

tujhe pyaar itnaa kiye jaa rahaa hoon -2
teraa naam pal pal liye jaa rahaa hoon
zamaane ki mujhko Khabar hi nahin hai -2
teri aashiqi mein jiye jaa rahaa hoon
teraa naam pal pal liye jaa rahaa hoon

tujhe pyaar itnaa kiye jaa rahi hoon
teraa naam pal pal liye jaa rahi hoon
zamaane ki mujhko Khabar hi nahin hai -2
teri aashiqi mein jiye jaa rahi hoon
teraa naam pal pal liye jaa rahi hoon

chaayee hai deevaanagi, bas teraa khayaal hai -2
jaisaa teraa haal hai, vaisaa meraa haal hai

tu hai meri zindagi, tujhse meri har khushi

tujhe apni chaahat diye jaa rahaa hoon
teraa naam pal pal liye jaa rahaa hoon

tujhe pyaar itnaa kiye jaa rahi hoon
teraa naam pal pal liye jaa rahi hoon
zamaane ki mujhko khabar hi nahin hai

zamaane ki mujhko khabar hi nahin hai
teri aashiqi mein jiye jaa rahaa hoon
teraa naam pal pal liye jaa rahaa hoon

tere dil ne kyaa kahaa, mere dil ne kyaa sunaa -2
saari duniyaa bhool ke dilbar tujhko hi chunaa

main bhi teraa.. ho gayaa, tujh mein sanam kho gayaa....

mohabbat ki shabnam piye haa rahi hoon
teraa naam pal pal liye jaa rahi hooN

tujhe pyaar itnaa kiye jaa rahaa hoon
teraa naam pal pal liye jaa rahaa hoon
zamaane ki mujhko Khabar hi nahin hai -2
teri aashiqi mein jiye jaa rahaa hoon
teraa naam pal pal liye jaa rahaa hoon

tujhe pyaar itnaa kiye jaa rahi hoon
teraa naam pal pal liye jaa rahi hoon
zamaane ki mujhko Khabar hi nahin hai -2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button