Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Tum Aaye Zindagi Mein
Album Name:  आहट
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah
Tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah
Aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah
Tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah

Baatein rahin adhuri, bichadna pada hamen
Baatein rahin adhuri, bichadna pada hamen
Tha yeh bhi itfaak mulakat ki tarah

Shehnai ke suron mein tha maatam ka shor kyun
Shehnai ke suron mein tha maatam ka shor kyun
Sapne to aaye neend mein baarat ki tarah

Hum bhi to muntzir hain ke, kuch zindagi mile
Hum bhi to muntzir hain ke, kuch zindagi mile
Aao hamare dil mein bhi zajbaat ki tarah

Ye to kaho ke ahad kiya tha rahenge saath
Ye to kaho ke ahad kiya tha rahenge saath
Ab kyun badal bhi jaate ho haalat ki tarah
Tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah
Tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button