Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Tum Bhi Na Mano
Album Name:  द हीरो
Singer Names: हरिहरन,अल्का याग्निक,
Lyricist Name:  जावेद अख़तर
Music Director: Uttam Singh
 

Tum Bhi Na Mano Main Bhi Na Maanu
Tum Bhi Na Mano Main Bhi Na Maanu
Par Tum Bhi Jaano Par Main Bhi Jaanu
Hai Pyaar Tumhe Hai Pyaar Mujhe
Lagta Hai Yehi Har Baar Mujhe
Hai Pyaar Tumhe Hai Pyaar Mujhe
Lagta Hai Yehi Har Baar Mujhe
Tum Bhi Na Mano Main Bhi Na Maanu
Tum Bhi Na Mano Main Bhi Na Maanu
Par Tum Bhi Jaano Par Main Bhi Jaanu
Hai Pyaar Tumhe Hai Pyaar Mujhe
Lagta Hai Yehi Har Baar Mujhe
Hai Pyaar Tumhe Hai Pyaar Mujhe
Lagta Hai Yehi Har Baar Mujhe

Aankhen Bhi Jaise Dil Ki Zaban Hai
Sab Kuch Sunati Khaamoshiyan Hai
Aankhen Bhi Jaise Dil Ki Zaban Hai
Sab Kuch Sunati Khaamoshiyan Hai
Hum Paas Aaye Ya Door Jaaye
Baandhe Hai Koi Bandhan Hume
Hai Pyaar Tumhe Hai Pyaar Mujhe
Lagta Hai Yehi Har Baar Mujhe
Tum Bhi Na Mano Main Bhi Na Maanu
Par Tum Bhi Jaano Par Main Bhi Jaanu
Hai Pyaar Tumhe Hai Pyaar Mujhe
Lagta Hai Yehi Har Baar Mujhe

Ek Pal Jo Tumne Jo Chu Liya Hai 
Kuch Bhi Na Kehke Sab Keh Diya Hai
Ek Pal Jo Tumne Jo Chu Liya Hai 
Kuch Bhi Na Kehke Sab Keh Diya Hai 
Saason Ki Uljhan Seene Ki Dhadkan
Rakhti Kahan Hai Kuch Raaz Mein
Hai Pyaar Tumhe Hai Pyaar Mujhe
Lagta Hai Yehi Har Baar Mujhe
Hai Pyaar Tumhe Hai Pyaar Mujhe
Lagta Hai Yehi Har Baar Mujhe

Dil Ki Kahani Jo Ankahi Hai
Saari Fiza Mein Goonji Hui Hai
Dil Ki Kahani Jo Ankahi Hai
Saari Fiza Mein Goonji Hui Hai 
Saari Hawai Saari Dishaye Yehi Sunaye Yehi Sune
Hai Pyaar Tumhe Hai Pyaar Mujhe
Lagta Hai Yehi Har Baar Mujhe
Tum Bhi Na Mano Main Bhi Na Maanu
Tum Bhi Na Mano Main Bhi Na Maanu
Par Tum Bhi Jaano Par Main Bhi Jaanu
Hai Pyaar Tumhe Hai Pyaar Mujhe
Lagta Hai Yehi Har Baar Mujhe
Hai Pyaar Tumhe Hai Pyaar Mujhe
Lagta Hai Yehi Har Baar Mujhe
Hai Pyaar Tumhe Hai Pyaar Mujhe
Lagta Hai Yehi Har Baar Mujhe
Hai Pyaar Tumhe Hai Pyaar Mujhe
Lagta Hai Yehi Har Baar Mujhe

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button