Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Tum Saath Ho Jab
Album Name:  कालिया
Singer Names: किशोर कुमार,आशा भोंसले,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Kishore:Hey Hey.. Ho.. Ho..
Ho Tum Saath Ho Jab Apne Duniya Ko Dikha Denge
Hum Maut Ko Jee Lenge Andaaz Sikha Denge
Tum Saath Ho Jab Apne Duniya Ko Dikha Denge
Hum Maut Ko Jee Lenge Andaaz Sikha Denge

Maana Ki Andheron Ke Gehre Hain Bahut Saaye
Are Maana Ki Andheron Ke Gehre Hain Bahut Saaye
Par Gum Hai Yahan Kisko Aati Hai To Raat Aaye
Hum Raat Ke Seene Mein Ek Shama Jalah Denge
Tum Saath Ho Jab Apne (Asha: La La..)Duniya Ko Dikha Denge (Asha: La La..)
Hum Maut Ko Jee Lenge (Asha: La La..)Andaaz Sikha Denge

Hum To Hai Dilwale Khanjar Se Nahi Marte
Are Hum To Hai (Asha: La La..) Dilwale Khanjar Se Nahin Marte (Asha: La La..)
Hum Zulfon Ke Qaidi Hai Sooli Se Nahi Darte 
Sooli Ko Bhi Zulfon Ki Zanjeer Banaa Denge
Tum Saath Ho Jab Apne (Asha: La La..) Duniya Ko Dikha Denge (Asha: La La..)
Hum Maut Ko Jee Lenge (Asha: La La..) Andaaz Sikha Denge

Aye Ahl-E-Jahaan Tumko Nafrat Ki Hai Bimaari
Aye Ahl-E-Jahaan Tumko (Asha: La La..) Nafrat Ki Hai Bimaari (Asha: La La..)
Bhadkaaya Karo Shole Phenka Karo Chingari
Hum Pyar Ki Shabnam Se Har Aag Bujha Denge
Tum Saath Ho Jab Apne (Asha: La La..) Duniya Ko Dikha Denge (Asha: La La..)
Hum Maut Ko Jee Lenge (Asha: La La..) Andaaz Sikha Denge

Asha: Haan Tum Saath Ho Jab Apne Duniya Ko Dikha Denge
Hum Maut Ko Jee Lenge Andaaz Sikha Denge

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button