Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Tumhe Apna Banaane Ki Kasam
Album Name:  सड़क
Singer Names: कुमार सानू,अनुराधा पौडवाल,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

--MALE--
(Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai, khaayi hai) - 2
Teri aankhon mein chaahat hi nazar
Aayi hai, aayi hai
--FEMALE--
Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai, khaayi hai
Mohabbat kya hai main sab ko bata doongi - 2
Zamaane ko tere aage jhuka doongi
(Teri ulfat meri jaana voh rang
Laayi hai, laayi hai) - 2
--MALE--
Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai, khaayi hai
Tere honton se main shabnam churaaoonga - 2
Tere aanchal tale jeevan bitaaoonga
(Meri nas nas mein tu banke lahoon
Samaayi hai, samaayi hai) - 2
--FEMALE--
Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai, khaayi hai
Teri baahon mein hai dono jahan mere - 2
Main kuch bhi to nahin dilbar siva tere
(Tujhe paake zamaane ki khushi
Paayi hai, paayi hai) - 2
--MALE--
Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai, khaayi hai
Teri aankhon mein chaahat hi nazar
Aayi hai, aayi hai
--FEMALE--
Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai, khaayi hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button