Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Tumko Kitnaa Hai Mujhse Pyaar
Album Name:  खेल
Singer Names: सोनू निगम,Sunidhi Chauhan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa 
hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa
tumko kitnaa hai mujhse pyaar
tumko kitnaa hai mujhse pyaar
tum kaho to sahi ek baar haaN kaho to sahi ek baar
hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa
ye bataa dooNgaa hai kitnaa pyaar
ye bataa dooNgaa hai kitnaa pyaar
tum milo to sahi ek baar haaN milo to sahi ek baar

aaj to mere seene mein kuchh halchal si hai jaanaa
paas zaraa aake dekho tum dil hai kitnaa deevaanaa
ho aaj to mere seene mein kuchh halchal si hai jaanaa
paas zaraa aake dekho tum dil hai kitnaa deevaanaa
teri betaabi ko ham samjhe pahli baar
tere mere beech mein hai thoDaa intezaar
hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa 
hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa
paas tum aur ye intezaar
paas tum aur ye intezaar
kyaa karein kyaa karein bolo yaar
haaN kyaa karein kyaa karein bolo yaar

tum bhi hoNThoN se kah do na chaahat ki in baatoN ko
mere dil tak pahuNchaa do tum apne jazbaatoN ko

ho tum bhi hoNThoN se kah do na chaahat ki in baatoN ko
mere dil tak pahuNchaa do tum apne jazbaatoN ko
meri is dhaDkan ko tum jitnaa taDpaaoge
is bechaini mein hamko tum kaise samjhaaoge

ham ye kahte raheinge baar baar
ham ye kahte raheinge baar baar
hamko hai sirf tumse hi pyaar haaN hamko hai sirf tumse hi pyaar
hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa 
hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa
tumko kitnaa hai mujhse pyaar
tumko kitnaa hai mujhse pyaar
tum kaho to sahi ek baar haaN kaho to sahi ek baar

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button