Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Tumse O Haseena
Album Name:  फर्ज (१९६७)
Singer Names: रफी,Suman,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

tumse o haseena kabhi mohabbat na maine karni thi 
magar mere dil ne mujhe dhokha de diya 

tumse o haseena kabhi mohabbat na maine karni thi 
magar mere dil ne mujhe dhokha de diya 

aag sulag gayi nas nas mein 
neend rahi na raha chain bas mein 
todi jaaye na ab mujhse 
pyaar ki ye rasmein kasmein 
a gayi bulbul kafas mein 
tauba meri tauba ye haalat na maine karni thi 
magar mere dil ne mujhe ... 

log ye mujhko hain samjhaate 
beet rahi thi hanste gaate 
maine tumhein kisaliye chheda 
raahon mein aate jaate 
mujhe sab hain sataate 
tauba meri tauba ye sharaarat na maine karni thi 
magar mere dil ne mujhe ... 

shaam savere dil ghabraaye 
raaz-e-dil na khul jaaye 
raat hamaare sapanon mein chhup ke 
roz koi aaye jaaye 
kaahe neha lagaaye 
tauba meri tauba ye qayaamat na maine karni thi 
magar mere dil ne mujhe ... 

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button