Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Ulfat Ke Hain Kaam Niraale
Album Name:  आवाज
Singer Names: लता मंगेशकर,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

hasrat-o-yaas ko le kar shab-e-gam aa_i hai 
bhid ki bhid hai, tanahaayi hi tanahaayi hai 

ulfat ke hain kaam niraale 
ban ban ke bigad jaate hain 
qismat mein na ho to saathi 
mil mil ke bichhad jaate hain 
ulfat ke hain

(ummidein bhi hain ik sapana 
duniya mein nahin kuch apana) - 2 
aansuu hain to bah jaate hain 
aramaan hai to ? jaate hain 
ulfat ke hain

(aavaaz uthi hai dil se 
bedard zamaane sun le) - 2 
kal tuu bhi ujad jaayega 
ham aaj ujad jaate hain 
ulfat ke hain

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button