Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Woh Ladki Yaad Aati Hai
Album Name:  वोह लड़की याद आती है (अलबम)
Singer Names: पंकज उदास,महालक्षमी अय्यर,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Woh ladki, yaad aati hai -2
Jo hothon se nahin, pure badan se muskurati hai
Simate waqt bhi, charon dishaon ko sajati hai
Meri saanson mein ab bhi jiski khusboo jagmagati hai
Woh ladki yaad aati hai

Woh ladki phool jaisi, chand jaisi, chandni jaisi -2
Woh sar se paon tak, poori ghazal ki, shayeri jaisi
Meri awaaz mein jo sher bankar gungunati hai
Woh ladki yaad aati hai

Woh jis raste se guzre, der tak manzar chamakte hain -2
Kadam tham tham ke uthte hain
Ke peymane chalakte hain
Woh har mausam mein apne husn ka jaadoo jagati hai
Woh ladki yaad aati hai

Woh ladki ab na jaane, kiske jeewan ki kiran hogi -2
Abhi tak phool ki manid hogi ya chaman hogi
Woh aise saath rahti hai na aati hai na jaati hai
Woh ladki yaad aati hai

Woh ladki yaad aati hai..

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button