Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Yaad Rahegi Pyaar
Album Name:  उमर कैद
Singer Names: मुकेश,लता मंगेशकर,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

mu : yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega 
la : is duniya mein chhoti si apani duniya basaana yaad rahega 
ho yaad rahega pyaar ... 

mu : ek hain ham aur ek rahenge sukh mein bhi aur dukh mein bhi 
la : jab-tak hai saanson ka bandhan ye bandhan toote na kabhi 
mu : janam-janam ye rasmein nibhaane ki qasamein khaana yaad rahega 
do : ho yaad rahega pyaar ... 

la : apane jahaan mein madhur haseen ki goonj kabhi na maand pade 
mu : jo bhi qadam badhata hai apana ek dooje ki or badhe 
la : pyaar mein chhup ke do saayon ka ek ho jaana yaad rahega 
do : ho yaad rahega pyaar ... 



Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button