Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Yeh Dil Bole
Album Name:  फाइट क्लब
Singer Names: अमित कुमार,Shweta P,इट,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

chhore ki baatein meethi chhuri hain
chhore ki lekin aadat buri hain
chhore ki aankhen sharabi
hain inmein nasha bhi 
yeh dil bole..
(Chhore ki baatein meethi chhuri hain
chhore ki lekin aadat buri hain) - 2
chhore ki aankhen sharabi
hain inmein nasha bhi 
yeh dil bole..

gori gori gori gori baahen teri hain
jo chori chori chori chori dekhu inhe main toh
gora gora gora gora rang tera bhi hain
chhora chhora chhora chhora tu toh jawaan bhi hain
ab duriyaan kaisi majbooriyaan kaisi
tere hi haathon mein 
hain mera har faisala re
yeh dil de diya re
ke dil bole..
chhori ki baatein meethi chhuri hain
chhori ki lekin aadat buri hain
chhori ki aankhen sharabi
hain inmein nasha bhi 
yeh dil bole..

(khoya mera deewana hain
soya sara zamana hain) - 2
zulfen jo khul jaaye
suraj bhi ghul jaaye
chhu karke mujhko toh
saagar bhi dhul jaaye saare
tu dil ko bacha re
yeh dil bole...
ho ho chhori ki baatein meethi chhuri hain
chhori ki lekin aadat buri hain
chhori ki aankhen sharabi
hain inmein nasha bhi 
ke dil bole..
chhore ki baatein meethi chhuri hain
chhore ki lekin aadat buri hain
chhore ki aankhen sharabi
hain inmein nasha bhi 
ke dil bole..



Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button