Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Yeh Dil Mohabbat Mein
Album Name:  ये रास्ते हैं प्यार के
Singer Names: अल्का याग्निक,Udit Narayan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

--MALE--
Hey hey, hey hey hey

--FEMALE--
Aa ha, aa ha aa

--MALE--
Hey hey hey, hey hey hey

--FEMALE--
Aa ha, aa ha aa aa

--MALE--
Yeh dil mohabbat mein haar doon

--FEMALE--
Yeh jaan bhi tujhpe waar doon

--MALE--
Yeh dil mohabbat mein haar doon

--FEMALE--
Yeh jaan bhi tujhpe waar doon

--MALE--
Aanchal mein tere samaa na sake

--FEMALE--
Daaman mein tere sawaa na sake

--MALE--
Main tujhko itna pyaar doon

--FEMALE--
Yeh dil mohabbat mein haar doon

--MALE--
Yeh jaan bhi tujhpe waar doon

Saare zamaane ki daulatein

--FEMALE--
Apni mohabbat ki jannatein

--MALE--
Saare zamaane ki daulatein

--FEMALE--
Apni mohabbat ki jannatein

--MALE--
Rakh doon main kadmon mein tere

--FEMALE--
Khushiyaan tujhe beshumaar doon

--MALE--
Yeh dil mohabbat mein haar doon

--FEMALE--
Yeh jaan bhi tujhpe waar doon

--MALE--
Hey hey hey, aa ha ha, la la la la la la aa aa

--FEMALE--
Hey hey hey, aa ha ha, la la la la la la

Hum kis kadar khushnaseeb hain

--MALE--
Ek dusre ke kareeb hain

--FEMALE--
Hum kis kadar khushnaseeb hain

--MALE--
Ek dusre ke kareeb hain

--FEMALE--
Dil chaahe is ek pal mein sanam

--MALE--
Main umr saari guzaar doon

--FEMALE--
Teri mohabbat ka shukriya
Tujhko duaayein hazaar doon

--MALE--
Sau baar yeh zindagi mile
Sau baar tujhpe main waar doon

--FEMALE--
Tu meri aankhon ko neend de
Main tere dil ko qaraar doon

--MALE--
Yeh phool kya tere saamne
Aa tujhko saari bahaar doon

--FEMALE--
Poochhe Khuda, kuch maang le

--MALE--
Poochhe Khuda, kuch maang le

--BOTH--
Main naam tera pukaar doon

--FEMALE--
Vicky, hey hey hey

--MALE--
Sakshi, aa ha ha

--FEMALE--
Vicky, hey hey hey

--MALE--
Sakshi, aa ha ha

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button