Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Yeh Hain Prem
Album Name:  ये है प्रेम (अलबम)
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Aag Se Jale Na, Jal Se Bujhe Na,
Hawa Se Ude Na, Toofan Se Dare Na,
Dil Aur Jaan Mein, Zameen Aasmaan Mein,
Naam Hai Jiska Saare Jahaan Mein.
Prem, Yeh Hai Prem.

Prem Hai Pooja, Prem Hai Shakti,
Prem Hai Jyoti, Nai Anubhooti.
Prem Hi Sur Hai, Prem Hi Bhasha,
Prem Jeevan Ki Hai Paribhasha.
Prem, Yeh Hai Prem.

Prem Hai Radha, Prem Hai Krishna,
Prem Milan Ki Anbujh Trishna.
Prem Lagan Hai, Prem Tapasya,
Prem Bina Hai Duniya Mein Kya.
Prem, Yeh Hai Prem.

Prem, Karo Prem.

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button