Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Yun Hasraton Ke Daag
Album Name:  अदालत
Singer Names: लता मंगेशकर,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

yun hasaraton ke daagh, muhobbat mein dho liye
khud dil se dil ki baat kahi, aur ro liye
yun hasaraton ke daagh…….

ghar se chale the ham to, khushi ki talaash mein (2)
khushi ki talaash mein
gham raah mein khade the wahi, saath ho liye
khud dil se dil ki baat kahi, aur ro liye
yun hasaraton ke daagh…….

murjhaa chukaa hai phir bhi ye dil phool hi to hai
haan phool hi to hai
ab aap ki khushi, ise kanTon mein toliye
khud dil se dil ki baat kahi, aur ro liye
yun hasaraton ke daagh…….

honThon ko si chuke to, zamaane ne ye kahaa (2)
zamaane ne ue kahaa
yeh chup si kyon lagi hai aji, kuchh to boliye
khud dil se dil ki baat kahi, aur ro liye
yun hasaraton ke daagh…….

Posted By: Purnima

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button