Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Yunhi Gaate Raho
Album Name:  सागर
Singer Names: किशोर कुमार,S. P. Balasubhramanyam,S.P.Balasubramaniam,
Lyricist Name:  जावेद अख़तर
Music Director: R D Burman
 

Ba: ho... ho.. yuNhi gaate raho, ho.. muskuraate raho
naacho re sab jhoom ke gaao re, o gaao re, aao re..
Ki: ho... ho.. yuNhi gaate raho, ho.. muskuraate raho
naacho re sab jhoom ke gaao re, o gaao re, aao re... hey hey hey

Ki: hey jab talak raat rahe jaam rahe
dil ko deevaangi se kaam rahe
Ba: ho.., yaar tujhko meri yaari ki qasam
hamse ab dosti kaa naam rahe
Ki: ho.., chalo ab jhoom ke masti mein ye gaao re, aao re...
Ba: ho... ho.. yuNhi gaate raho, ho.. muskuraate raho
naacho re sab jhoom ke gaao re, o gaao re, aao re... hey hey hey

Ba: hey yaa oo oo hey hey hey, ho ho ho, hey hey hey hey hey

Ki: huN.. pyaar mil jaaye to hai duniyaa hasin
Ba: haaN pyaar ke jaisaa nashaa koi nahin
Ki: pyaar le jaaye jahaaN, jaaooN vahin
Ba: ho.. pyaar tujhko milegaa yaar yahin
Both: chalo ab jhoom ke galiyoN mein ye gaao re, haa, aao re
ho... ho.. yuNhi gaate raho, ho.. muskuraate raho
naacho re sab jhoom ke gaao re, o gaao re, aao re..
Ki: o ho ho Ba: o ho ho
Ki: e hey hey Ba: aa haa haa

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button