Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  जिन्दगी की कहानी
Album Name:  सिर्फ
Singer Names: कुनाल गांजावाला,पामेला जैन,
Lyricist Name:  मेहबूब
Music Director: सोहेल सेन
 

Zindagi Ki Kahani Yehi Hai,
Zindagi Ki Kahani Yehi Hai,
Haar Mein Hi To Jeet Chupi Hai
Haar Mein Hi To Jeet Chupi Hai
Har Tamanna Ho Poori Hamari
Aisa Bhi To Zaroori Nahin Hai
Har Tamanna Ho Poori Hamari
Aisa Bhi To Zaroori Nahin Hai
Phir Bhi Sapno Ki Aahat Sahi Hai
Zindagi Ki Kahani Yehi Hai,
Zindagi Ki Kahani Yehi Hai,
Haar Mein Hi To Jeet Chupi Hai
Haar Mein Hi To Jeet Chupi Hai

Aasuo Se Bahega Jo Kaajal,
Wohi Aankho Mein Gir Kar Sajega
Aasuo Se Bahega Jo Kaajal,
Wohi Aankho Mein Gir Kar Sajega
Bebasi Ne Luta Hai Jo Yeh Dil,
Wohi Dil Phir Kabhi To Basega
Wohi Dil Phir Kabhi To Basega

Ghum Ke Saaye Mein Palthi Khushi Hai, 
Ghum Ke Saaye Mein Palthi Khushi Hai, 
Haar Mein Hi To Jeet Chupi Hai
Haar Mein Hi To Jeet Chupi Hai
 
Auron Ke Dil Se Khele Bhala Kya,
Auron Ke Dil Ko Thode Bhala Kya
Auron Ke Dil Se Khele Bhala Kya,
Auron Ke Dil Ko Thode Bhala Kya
Toote Dil Par Kisi Ke Hamara
Ho Mahal Bhi To Hoga Bhala Kya
Ho Mahal Bhi To Hoga Bhala Kya

Haar Se Haar Jaana Nahin Hai
Haar Se Haar Jaana Nahin Hai
Haar Mein Hi To Jeet Chupi Hai
Haar Mein Hi To Jeet Chupi Hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button