Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Zindagi Ki Talash Mein
Album Name:  साथी - १९९१
Singer Names: कुमार सानू,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Zindagi ki talaash mein hum
maut ke kitne paas aa gaye
jab yeh socha to ghabra gaye
aa gaye hum kahan aa gaye

Zindagi ki talaash mein hum
maut ke kitne paas aa gaye

Hum the aise safar pe chale
Jiski koi manzil nahi
hum ne saari umar jo kiya
uska koi bhi haasil nahi -2
ik khushi ki talaash main the
kitne gam humko tadpa gaye
jab yeh socha to ghabra gaye
aa gaye hum kahan aa gaye

Socho hum kitne mazboor the
jo na karna tha vo kar gaye
Peechhe mud ke jo dekha zara
apne halaat se darr gaye - 2
khudh ke baare main soche jo hum
apne aap se sharma gaye
jab yeh socha to ghabra gaye
aa gaye hum kahan aa gaye

Zindagi ki talaash mein hum
maut ke kitne paas aa gaye

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button