Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Zoom Boombura
Album Name:  तुम बिन
Singer Names: सोनू निगम,
Lyricist Name:  Faiz Anwar
Music Director: Ravi Pawar
 

--CHORUS--
Zoom boombura, zoom boombura

--MALE--
Is dil ne sapne kya kya sajaaye - 2
In sapnon ka kya karoon

--CHORUS--
Zoom boombura, zoom boombura

--MALE--
Is dil ne sapne kya kya sajaaye
In sapnon ka kya karoon
(Na to mujhe pataa hai yeh na dil ko hai khabar
Na jaane ab yeh zindagi le jaayegi kidhar) - 2
Is dil ne sapne kya kya sajaaye
In sapnon ka kya karoon

--CHORUS--
Zoom boombura, zoom boombura

Zoom boombura, zoom boombura

--MALE--
Seene mein yeh dard-e-dil dabaana hai mushkil
Ab apni mohabbat ko chhupaana hai mushkil
Main deewana to nahin
Phir bhi mujhko hai yakeen
Deewana voh karegi mujhe

--CHORUS--
Zoom boombura, zoom boombura

--MALE--
Is dil ne sapne kya kya sajaaye
Hey, is dil ne sapne kya kya sajaaye
In sapnon ka kya karoon

--CHORUS--
Zoom boombura, zoom boombura

--MALE--
Uski hi tamanna mein machalta hai yeh dil
Dekhoon na main jab usko to jalta hai yeh dil
Mere dil ki yeh lagi voh samajhti hi nahin
Har pal main sochta hi rahoon
Hey, is dil ne sapne kya kya sajaaye
Is dil ne sapne kya kya sajaaye
In sapnon ka kya karoon
(Na to mujhe pataa hai yeh na dil ko hai khabar
Na jaane ab yeh zindagi le jaayegi kidhar) - 2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button